Rediff.com |  Feedback  
You are here: » Rediff Home » Discussion Boards » Permalink
  
View : Single Message | Complete Thread | Read complete Discussion
RE:RE:Fir bhi Bill hai Hindustani
by Anuj Sharma on Sep 01, 2007 02:28 AM

Gr8 said Hindustani,

But jab bhi kahin bobm dhamaaka hota hai, muslim ka naam aata hai, jab bhi kahin innocent log marte hai msulim ka naam aata hai, log yekin karey to kaise, 60 saal tak yekin karne ka kya sila mila bolo....pakistan cricket jit ta hai to hindustan mein bomb fut ta hai, afganistan mein talibaan US bomb attack mein marte hai to yahan unka matam hota hai.. ek baat batao Hyderabad mein itne hindu marey....koi muslim sanstha nein ek baat bhi nahin ki...Mecca masjid mein blast hua tha aur 16 log marey they to log sadko pe utar aaye they...dukane lui gayee, goliyan chali pattherbaji hui, MIM nein ghadiyali aanso bahaiye, ab jab Hyderabad blast mein 40 log marey to aisa kyun nahin hua.. kyun MIM saamne nahin aaye, kyun julus nahin nikla , kyun matam nahin manaya gaya.......... kaaran kya hai..kaaran ek hi hai marne wale hindu they....yehi hum hindu kehte hai aap logo..jab upar wale nein insaan banane mein farqa nahin kiya to kyun kar rahey hai msulim aisa, kyun jihad k naam pe inocent logo ko maut ki neend sula rahey hai.... jo bomb woh plant karte hai kya woh bomb Hindu, Muslim mein farq karta hai...isiliye bhai.. humey nashiyat dene se pehle aap yeh dekho ki haqeeqat kya hai...hum logo ko aisa sochne pe kisne mjbbor kiya hai, kyun sochte hai hum aisa...

    Forward  |  Report abuse
The above message is part of the Discussion Board:
Sachar report: Govt's follow-up