RE:this is too much
by Rahul Maharana on Mar 10, 2007 06:17 PM Permalink
nahi yaar viru ko change mat karo magar opening main uske badle main kisi aur ko rakho..after all we need a good start...so i think robin utthappa ke saath dhoni ...nahi to sachin tendulkar ko rakho....mera to sabse bada sawaal hai dhoni ko opening ya phir one down ke liye kyun nahi rakha ja raha hai..uska 1 down ka record kaafi accha hai usne do baar 150 se jyada run banaya hai jab wo 1 down main khelta hai