1.) Chup Rahega 2.) Naye Muhawre yaad karega 3.) Bhai ke ghar Mumbai bhaag jayega 4.) Maya ke talwe chatega 5.) your view Best answer till now: ( ASH-ABHI ka shaadi ka Video dekhega, Honey Moon Photo dekhega aur unka PA ka kam karega for first 5 years... )
RE:Ab Amar Singh kya karega
by GAGAN KUMAR on May 11, 2007 03:50 PM Permalink
kuch nahi lekin maya mam ke jutte saaf zaroor karega aur lucknow mail me safar karna shuru kardega.....
RE:RE:Ab Amar Singh kya karega
by ashish mishra on May 11, 2007 03:52 PM Permalink
Mayawati ka agla five years tak aalochna karaga aur thandhi aahai bharaga