Desh vasion, ab pata chal gaya na ki Greg ne Dravid ko us samay India ka captain kyon banaya tha jisme Greg ko madad Kiran More ne kiya tha. Kyon ki Greg ko bhi samajh me aa gaya tha ki Dravid se hi woh Indian team ko world cup me chuna laga sakta tha. Dravid as a captain pahle India ko chuna lagaya aur aab Viajay Mallya ko chuna lagaya.