Kiyo es phate bans ko vote de rahe ho. Eska gana 1 2 bar sunana dik lagata hai lekin uske bad jab bhi eska gana aata hai TV ki aawaz kam karana padata hai.
Hotal ka khana 1-10 bar aachha lagega roj roj nahi.
Raja,Sumedha,Poonam ka jab bhi gana sunoge aachha hi lagega.