Samajh main nahi aata, kya kahoo, bas aansoo nikal rahe hai or hraday garv kar raha hai...
Harshan, Gita Kahati hai ki karm kare ja, so tum karm kar gaye...or mujhe pakka vishwas hai ki Bhagwan ko tumhe is mahan balidaan ke liye ek alag..ek anaukha phal dena parega.
Tumhari qurbani ko salaam, Tumhari ichhashakti ko pranaam.