South Africa ka uchalta huan pitch mein, sabsey zyada run ksiney banaya tha pata hain? Wohi jisko bat pakarna nahin aata hain. Indian team jitney kab sey shuru kiya? Pata hain, wohi jab jisko bat pakarna nahin aata hain woh jab sey team mein dakhil hua tabsey. Goel bhaiyya, Tumhara sab jaatbahi log to flop ho gaya ek ke baad ek. Uparsey wohi jisko bat karna nahin aata hain, usey Sri Lanka key against mein Man of the Series bhi mil gayan. To, Goel Bhaiyya agar jisko bat karan nahin aata hain, wohi itan kuch kar raha hain, to baki sab kya kar rahen hain? Aapna ilaaj karao bhaiyya, lagta hain timhey bahut zoro ka sadma pohucha hua hain.