Beta Ji, Power grab karne ki gandi aadat to BJP ki hai. apne izzat gavan kar bhi inhe power menin aana pasand hai. mayawati ke pairon mein gir gir kar nak ragadta hai BJP ek nahi, do nahi, tin baar. wo to bhala ho public ka ki is baar maya ko clear majority mili hai varna BJP ek baar maya ke pairo meion padi hoti. yahi haal Karnatka mein Devegowda ne kiya hua hai BJP ka