congress ko ab sabak le kar pure desh se apni galat faisloo par maafi mangana chahiye jiss prakar ki jaldi upa ne orisa ka vishay me dikhaya hai utni jaldi nandigram ya singoor ke bare me dikhaya hota to aaj wah is tarah apne nirmaan divas ke din apna wajud nahi dhund rahi hoti