Badhai ho Modi ji ko jo aaj ek baar phir proff kar diya ki aaj bhi wohi no. 1 hain banki sab bakwas.Mai to iska hakdar unhe aur unke dwara kiye gaye sarahniya kamo ko manta hoon.Log aur media jaroor unke khilf kuchh galat rumour failati hai par woh apni jagah bilkul sahi hain isi wajah se aaj phir woh CM ki kurshi ke haqdaar hain