india mein ek cheez common hai, jab tak kisi ka apna nahi marta tab tak woh chup hi rehta hai.... hum logo ki thinking hi aisi ho gayee hai... jaipur mein 80 begunaah maregaye...apne ko kya farak padta hai ??? apna koi nahi mara na ....bas yeh sab to chalta hi rehta hai....