is desh main azad koi nahi, sivay rajnitigyon key. yeh hum sab ko dara thein hain. kabhi police ke dwara, kabhi kanoon ke dwara, kabhi to aswashano kai dwara bhi. hum azadi ki saans bhi nahi lay sakte. yeh neta khud ki arthi bhi kursi per hi sajwana chahate hain - chahen inki umar 80 par ho jaye.