gandhi & nehru ne aazaadi ke time kabhi ye nahi socha tha ki ye neta sirf apni pocket bharney ke liye hi hindustan pe raaz karenge.
aaj ladai hai to sirf pese ki, koun kis chair pe bethta hai, kis chair pe beth ne se jayda pese kamaye ja saktey hain. chair akele ki nahi hai to koi baat nahi baant lenege. PER DIL ME EK DHOKEBAAZ CHUPA HUA HAI " agar mera kaam nahi bana to sale ki kursi gira dunga