Haan Maa ko bahot maja aata he .. bachon ko nehalate huye ... aur rahul bhi abhi baccha he ... jahan sab young indians apni apni kismat banane me lage huye he... yaha yeh yuvraj.. ko bahot time he ...saf suthare kapade pehane ke ..garibon ke ghar khana khane me ...aur garibo ko hamesha garib hi rakahne me...are 40 yrs raj kiya yuvraj ke baap dadaon ne .. punjab sudhar gaya, maharashtra , gujrat, KArnatak, tamil nadu andhra prashesh sudhar .. gaya .. par UP aur Bihar nahi sudhara... in nikammon ne ....