Waise Mona ki baato mein koi burai nahin hai..jindagi waise bhi kisi na kisi ka naukar banana hi hai..to sala Rahul Gandhi ka hi kyon na ban jaye....desh ki problems solve kare na kare..wo apni problem to solve kar hi dega...maje se khao...aur maje se peeyo aur chief secy se kam izzat to hone se rahi..uske naam par hi sala sab kuch mut milta rahega.....mast naukari hai bhai..Rahul Gandhi ki naukari se achhi koi naukari hi nahin.....