Rediff.com |  Feedback  
You are here: » Rediff Home » Discussion Boards » Permalink
  
View : Single Message | Complete Thread | Read complete Discussion
RE:RE:NUCLEAR DEAL
by Smeer on Jul 30, 2008 04:33 PM

aapne likha theek hai par kya aap jante hain ki jab congress ne govt form kiya tha tab sabhi kah rahe the ki bharat ab sone ki chidiya ban jaayega lekin aaj kya hai?
n-deal ke liye kalam saheb ne kaha tha ki yadi India chahe to khud hi Thorium se apni jaroorat poori kar sakta hai aur is ki cost bhi bahut kam hogi par kya hamare PM saheb ne suni? nahi aur ham katora lekar US ki aur khade ho gaye.
Kya aap jaante hain ki vishwa ke sabhi deshon ne Nuke se haath jod liye hain aur ab wo bhi natural resources like air water and wind ko preference de rahe hain tab hamare PM saheb kya soch rahe the?
aaj hamare paas watar bahut hai par uske liye proper planning nahi hai isliye badi co's pack min water bechti hai.
France ne declate klya hai ki wo bhi nuke reactors ko band kar dega.
Aus ke paas lowest quality ka urenium hai aur wo hamen sell karna chahta hai kyon? kyoki hamare ministers ko us se commission milega.
hamari elec unit ki cost aaj 5 to 6 rs/unit hai yadi ise nuke se dekha jaaye to yah 20rs/u hoga kya aam aadmi ke liye ye faayda hog? Nahi par hamari govt to kewal videshon par dependent hai aur use hamse ya hamari pareshani se kya lena dena aur aap jaise log hi in usless points ko importance dete ho.

    Forward  |  Report abuse
The above message is part of the Discussion Board:
India''s N-chief in Vienna for IAEA meet