Woh pakistan ki purani aadat hai. Kabhi kuch kar ke kabul nahi karte ke unhone kuch kiya hai. Yeh toh aise log hai jo apne army ke bando ko bhi apna nahi batate. Agar pakde gaye to unko bhi terrorist kaha jata hai. Kargil yaad nahi. Unko ab sabak seekhana bahot zaroori hai...