1st of all SIMI HUJI main join kiyoon huve woh dekho shayed woh bhi kisi se tank akar kisi ka zulm sah kar gaye honge pahle politics sahi karo jo apne faide keliye aap public ko nuqsaan pahonchati hai baad main yeh soncho ke un log ka kiya karen agar indian govt. shahe to na koi terrorist asakta hai aur na terrorist bann sakta hai sab politicians ka khel hai pahe in log ko sabak sikhao