India mein sabhi dhrmon ko barabari ka darza hai uske baad bhi ek dharm ke log hamesha dusre se chhed karte hain aur jab mamla bigad chuke hote hain to alpsankhyak hone ka raag alapte hain , yeh kyon bhul jate hain ki paas mein hi to pakistan hai jahan hindu ya anya jaise christians ko unke hisab se puja karna bhi allowed nahin hai , aur aisi halat mein ve buddhimaan jo chhoti chhoti baaton mein apni bhuddhimatta ka pradarshan karne se baaz nahin aate tab badi baaton mein koi comment na karte hue kahin gayab ho jate hain. Jab jammu se hinduon ko bhagaya ja raha hota hai ya sikhon ko mara jata hai tab yeh keval galat baat hai ,aur sataye hue log aisa karne par mazzboor hain kahkar unki tarafdaari karte hain jo galat hain . Kripya galat ko galat hamesha kare aur tit for tat ke principle ko dhyan mein rakhein to koi kisiko kahin par bhi pareshan nahi kar payega tum vahan to ham yehan hoga tabhi sahi hoga, hamesha dhyan rahe har dharm ke kamon ke liye zamin ki zarrorat hoti hai aur aane vale salon mein doosre dharm ko hone vaale kisi bhi allottment ko bahusankhya dharm vale jo sahishnu hain ab bardasht nahi karenge aur na aage koi allottment hone denge tab kya hoga.