North Indian ppl, organise Chath Pooja in mumbai on immediate basis. Is se ye MNS walon ko pata lag jayega ki mumbai mein kaun rahta hai. Aur tab inko ehsas hoga ki pani mein rah kar ke magar se bair nahin karna chahiye. Raj Thakery ne Chath Maa ka apmaan kiya hai. I am pretty sure Chath Maa ne uski buddhi badal di hai. VINASH KALE VIPRIT BUDDHI.