yakoot bhai..its ok..jo log gandhi ko or jesus ko maar sakte hain unko akal ka baat sikhane ka kya fayda hai..ye sab laat khane ke layak hi hain... pashu hain saale 2 pairon wale..dharm ke naam pe lad sakte hain lekin kisee achche kaam ke liye akal ka istemal nahin kar sakte..ghar baith ke gaali de sakte hain lekin bahar ja ke ye nahin sakte ki pakistan main bhi ma bahane hamari ma bahanon jaisee hotee hain..dost hamare doston ki tarah jaan dete hain ek doosre par or suraj or chand bhi waisa hi nikalta hai jaisa hindustanmain..marne do gadhon..lado..achchi tarah lado..pashu ho pashu ki tarah hi raho..chaho to haath bhi istemaal kar lo chalne ke liye..