jo kaha theek kaha but kaha kyun? agar baith ke rona hai to akele kamre main ro..jo log kaam kar rahe hain unhe gaali mat do..ya to kuch karo ya ignore kar do..aansoo baha ke koi farz poora nahin hota..bahar niklo kuch karo.."koi to chal zidd phadiye"..