Chote ab mei marathi boloonga sab jagah. Theek hai ab khush ho ja dimag ko shot mat baja.. Tu jaa tuhse sub darte hai jo man mei aaye bolna apne neta ki tarah. Kabhi Hindu banana kabhi Marathi, kaam nahi chalte to caste ka bhi sahara le lena kyonki aur to kuch seekha nahi hai