Arey Bhai, Udhar koyi kisiko Hindi padne ko mana nahi kiya. Agar koyi hindi padna chahtha hai to alag padle. Lekin hindi padne ko koyi mujhe majboor na kare. Mujhe agar hindi padna avashya hai to padloonga. Lekin kisiko yeh hak nahi hai ke mujhe hindi padne majboor kare. Samje?.