aapka jo bhi shikwa hai wo kewal ek tarfa hai is Deal ke saath ham hindustani bhi jude hain aur har us shaks ko jo uske khilaaf hai use galat thahrana jayaz nahi hai. Is Deal main congress hukumat to kar rahi hai wo poori tarah jaayaz nahi hai, hamen jo jung e aazadi mili hai us ke khilaaf hai ham angrez parast hote jaa rahe hain aaj hindustaan ki awam tarakee pasand hai par uske liye ye sauda karna shubha paida karata hai, ham sabhi mulsim bhi is hindustan ke awam hain aur farz banta hai ki jahan par shubha ho use mukammal taur par dekh lena chahiye. kisi party ka koi majahab ho par wo bura nahi aur hamen ye adhikar hai ki ham jise chen apna vote de sakte hain.