Kya yahi hai islam, pahle Afgani logon ne tamam countries ke saath mil ke Taliban ke khilaf ladai ladi. ab jab Taliban ko thoda daba diya aur inko neta bana diya to inhone bhi wohi shuru kar diya. Taliban bhi to yahi karta tha jiski ye shuruvat kar rahe hain.