ASI ka apna vichar kuch nahin hai. Ye shararat Congress party ki vote bank ki rajniti ke karan hai jismen ASI ke chamche bhi shamil hain jinhe good posting aur promotion chahiye. Yeh sab Rashtradrohi hain. Kya yeh log ya inke parivaar wale Ram mandir nahin jaate, ya Raamnavami nahin manate. Congress ko keval vote bank ke tushtikaran ki pari hai, chahe Desh bhad mein jaye.