Hey Mahanayak, hamare rakshak Harshan aap ke sanmukh natmastak hokar Koti koti pranam aur shraddhanjali arpit karta hoon. Bharatmata aur hum sab Bharatwasi aap ke is balidan sadaiv rini rahega! Matrubhumi ke liye balidan dena ka punya har kisi ke bhagya me nahi hota...
Ishwar aapki aatma ko chirshanti pradan kare.....JAI HIND!!!!