well where there is one to one police for every one muslim in Kashmir how can any atrocities you claim on the Hindus happens. It's a myth and a myth is hard to absorb. Kashmir mein to aman tha, until the politicians and factions were afraid "chala jayega" Insaaf karo, wahan ki economy badhao, roti kapda aur makaan do to ey naubat nahi ayegi. apna apna jeb garam karogey to doosra kya khaeyga. Tehlka ney to sach bataya aur sach kadwa hi lageyga. aaj man mani karlo kal ka waqt kaun dekha hai. aaj insaaf krogey to kal tumhey insaaf mileyga. insaaf ka daman chodho gey to insaaf kal tumsy daman chodeyga. Jahilo aaj kal ki duniya mein unnati karo aur aagey bado. milzhul kar desh ko agey badhao, chodo kal ki baten,kal ki baat poorani,naye daur mein likho tum sab mil key nayi kahani.