dubey ji UP/BIHAR ke log hi samjhdaar hai jo may ya mulayam jaise log chunte hai baaki sab bevkuph hai kyon ki bhukha hi bhuka ki gati janta hai app ya aapke jaise sochane waale bhala kya kiya hai ab tak inke liye . jo kuch bhi kiya gaya hai inke khud ke dwara chahe history dekh lo