Apne mahan desh ko mahan is liye kaha jata hai ki logo ne apne vatan ke liye jaan dii maine mivies mai dekha hai ki bharatiya dushman ko bhi raham ane par cho dete hai lekin munna to apna hai aur usne jo galati ki hai use uski saja pahale mil chuki hai abhi use ek chance dena chahiye Agar apna desh mahan hai to sanjay dutta ko maf karana hoga.