Lal Masjid tha lalazar Hukumat ko ki beqaraar Shariat ke liye jafakashi Nahi thi Sadr Sahab ki Dilkashi Qom ko dam nak karna Awam mein pareshani utarana khawateinon ki sahare jiyaddti Aur kab tak darul huqumat par chalti Jamia hafsa ke naam par Qawaneen ghunti laat par Rangers ne dikhya aapna kamaal Hui larai bemisaal. Ab Lal masjid mein baith par kab tak khaulana Pakde gaye burqanasheen maulana Bhayanak andheri siyah raat mein Le kar Bandook apne haath mein Mauth ki chiha nafrat ki sholay dono taraf koi bas na boley Dhans gaya masjid ka deewar Surrender karo ya maro aya pukar Phir bhi nahi mana shiddatpasandi Un par tha Maulana ki pabandhi. Waqt aa gaya akhirat ko Kaun jaane qissa aage kya ho