are bhailog, american log mujburi me bol rahela hai ki india ko nuclear test nahi karne dega, waise hi india ka PM bhi bhol rahela hai ki apun nuclear test kar sakta hai sabka apna apna public ko dikhana mangta hai ki apun sahi kar rahela hai, lekin ek bar deal ho gaya our phir india ne necleat test kiya to america kuch nahi kar sakta qunke dusre desh jo inida ko nuclear material bechega woh log kuch nahi karne dega,
to bhai log ye sab sirf dikhane ke liye hai, aur 1st time agar US apne ko favour kar rahela hai to uska advantage lena mangta hai.