Slavery bura lagta hai to bhai saheb English kyon itni achchi lagti hai. Kya hum sab English ke ghulam nahin the? 400 baras tak? Mujhe to aap aaj bhi slave of English hi dikhte ho. Sudhar jaao yaar. Log bhi badal gaye hain aur zamana bhi. Prem karo sab se prem. Gussa kar kar ke to hum sab khali peeli ladte rahe hain aur neta log raaj karte rahe hain. Fayede aur Nuksaan ka hisab to karo. Bhawishya par bhi isi hisab kitab ka asar hoga. Jab jaago tabhi sawera. Jaldi jago to jaldi sawera.