koi kisi ke bare me kuchh bhi kahe-sune usse koi fark nahi padta. har politician yehi chahte hain ki desh ya rajya me koi mudda khatm na ho. yadi mudda hi nahi rahega to chunaw kis baat pe ladenge wo log. waise bhi koi bhi party satta me aye har koi paisa banati hai par kuchh hi party hai jo paisa banane ke saath-saath kuchh desh ka ya rajya ka bhala karti hai.