aisa hai, ki tum log jhooth ko sach maan kar jeene waale log ho. Tumhare maa baap ne tumhe jo bataya wo tumne sach maan liya. Ab jara neutral web sites aur history ko padh lo. Thoda ro lo sar par haath rakh kar. Fir baat karna. Ek aadmi apni chat par chadh kar neeche waale ko pathar maar sakta hai asaani se. Bahadur to wo hai jo in pathron se na dar kar upar waale ko ukhad kar fenk de. Jo hamne kargil mein kiya tha. Abhi sudhar jaao nahi to ...NWFP alag aur baluchistan alag aur ho jaayega.