Ek ghar tha "I" jisme rahata tha "H". Kuchh time baad wahan "M" aaya aur khoon kharabe se usne "H" ke ghar par kabja kar liya. "H" ne situation samjhauta kia aur "M" ke sath dabkar rahane laga. kuchh time bad usi ghar par ab "E" ne "M" ke sath khoon kharabe se kabja kar liya.
thode time bad "H" aur "M" ne sath milkar "E" ko bahar nikala.
Ab "H", "M" ke saath milkar rahana chahata hai to M kahata hai woh lut gaya barbad ho gaya, jabki originally uska kuchh nahi hai, sab kuchh "H" ka hai. "M" usse ghar ka hissa mangta hai "H" khushi-khushi de deta hai. Phir bhi "M" ko chain nahi milta aur woh apne barbadi ki duhai de dekar baar baar "H ke hisse par attack karta rahata hai.... aur isi tarah yeh story chalti rahati hai.
I hope you jin logo ke liye yeh story hai unko yeh samajh me aaye