Phir Rajnikanth!!!!!! Phir Rajnikanth!!! Arre bhai bhagwan ke liye yeh comparison karna chhodo...aur in bechare kalaakaron ko baksh do! Woh log bhi hum sab ki tarah insaan hi hain, koi aasman se utre bhagwan nahin hain!! Kya farak padta hai Rajnikanth ho ya Amitabh? Agar film acchi hai, to uska maza lo. Warna ghar baith kar rote raho! Aur yeh Rajnikanth ke oopar rona chhod do pyare! Kuch nahin milne wala tum ko is se.