kitni patarsutthi (thin) sab hai, khane pine nahi milta hai jya, kitna sookh gayi hai, sui jaisi patli patli taange, ude mude baal, dhansa pet, pichke gaal , kya dukha hai in sundariyon ko, kya samay se pehle jawan hone ki ye saja mili hai inhe, dhikkar hai mard jaat par