saare log jo internet use kartey hain, ameer hain, mere ko ya tumko gareebi ka kya pata ki kya hoti hai, Bina mare jannat nahi milti hai,isliye mephle gareeb bano phir sochna ki galat kya hai ya theek kya hai, Becharo gareebi ko kya pata ki internet kya hota hai, ........