kuchh faida nahin hai mere dost. india jita kya yeh bolo. sachin ko captian banayagaya sayad 2 tin bar . sayad me galat ho sakta hoon. uski captaincy me india itna buri tarike se pita woh tumhe bhi maloom hai. main yeh nahin kah raha hoon ki achha batsman hai ya nahi. lekin me use great nahin man sakta. kyonki india ko jab uski kafi jaroorat hoti hai tab tab woh flop raha hai.