jab tak umpaire chiting karte rahenge tab tak bharat to kya duniya ka koi bhi desh australia ko nahi hara sakta. agar sahi umpiring hoti to bharat yeh test match tisare din hi jeet jaata. australia to mar ke bhi pahli innings me 200 runs nahi bana sakti thi. bharat ki puri team ne bahut hi sandar pardarsan kiya hai. well done india par meri ray me bharat ko in chor umpairon ke sath serige aage nahi khelani chahiye aur team ko wapas aa jaana chahiye. aap ki kya raay hai.