india ke loug india ki team ko saar pe chadaliye wo loug ki puja karte hai aaj dekhliye na, bangali loug india ke players ki waat lagadiye, main ye bolta hoon itna kyoun chadate ho player ko, add mein haar jaaga ye loug shine hote hai, jaab khel ki baat aati hai toh zero banjate hai ,